Feeds:
Posts
Comments

Archive for the ‘Brahmachari (1968)’ Category

Singers: Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar  Music:  Shankar – Jaikishan, Lyrics: Shailendra

Brahmchari (1968)

Brahmchari (1968)

( आजकल तेरे मेरे प्यार के चर्चे हर ज़बान पर
सबको मालूम है और सबको खबर हो गई ) – २

आजकल तेरे मेरे प्यार के चर्चे हर ज़बान पर
सबको मालूम है और सबको खबर हो गई

( हमने तो प्यार में ऐसा काम कर लिया
प्यार की राह में अपना नाम कर लिया ) – २
प्यार की राह में अपना नाम कर लिया

( आजकल तेरे मेरे प्यार के चर्चे हर ज़बान पर
सबको मालूम है और सबको खबर हो गई ) – २

( दो बदन एक दिन एक जान हो गए
मंज़िलें एक हुईं हमसफ़र बन गए ) – २
मंज़िलें एक हुईं हमसफ़र बन गए

( आजकल तेरे मेरे प्यार के चर्चे हर ज़बान पर
सबको मालूम है और सबको खबर हो गई ) – २
……………..

( क्यों भला हम डरें दिल के मालिक हैं हम
हर जनम में तुझे अपना माना सनम ) – २
हर जनम में तुझे अपना माना सनम

( आजकल तेरे मेरे प्यार के चर्चे हर ज़बान पर
सबको मालूम है और सबको खबर हो गई ) – ३

(wikipedia) Brahachari (1968)

aajkal tere mere pyaar ke charche har zabaan par
sabko maaloom hai aur sabko khabar ho gayi
aajkal tere mere pyaar ke charche har zabaan par accha
sabko maaloom hai aur sabko khabar ho gayi to kya

hamne to pyaar mein aisaa kaam kar liyaa
pyaar ki raah mein apnaa naam kar liyaa

do badan ek din ek jaan ho gaye
manzilen ek huin hamsafar ban gae
do badan ek din ek jaan ho gaye
manzilen ek huin hamsafar ban gaye
manzilen ek huin hamsafar ban gaye
aajkal tere mere pyaar ke charche har zabaan par accha
sabko maaloom hai aur sabko khabar ho gayi to kya
aajkal tere mere pyaar ke charche har zabaan par
sabko maaloom hai aur sabko khabar ho gayi

kyon bhalaa ham daren dil ke maalik hain ham
har janam mein tujhe apnaa maanaa sanam

Read Full Post »